Har pal har lamha us
hi ka khayaal he
jo abhi tak andekha anjaana he us hi se pyaar he
Wo khwabo me aakar ek hulchul si kar jaata he
dil me khushi chehre par
muskurahat chhod jaata he

Pyaar ka har ehsaas us hi
se he
dil ki diwaaro pe khushiyo ki bahaar us hi se he
aakho me ek kashish aur shishe si chamak us hi se he
har geet k alfaazo ka matlab us hi se he

Hawaa k jhokon me us
hi ki mehek he
suraj ki har kiran us hi ka sparsh he
bas uske khayal , uski mehek mere jeene ka sahaara he

Wo ho na ho fir bhi is jahaan se pyaar he

No comments:
Post a Comment