Use sapne dekhna pasand hai,
mujhe sapne mein wo
use baarish pasand hai,
mujhe baarish mein wo
use hasna pasand hai
mujhe hasti hui wo
use chup rehna pasand hai ,
mujhe bolti hui wo
use main kabhi pasand nahi aaya
mujhe pasand aai to sirf wo

No comments:
Post a Comment