Na main paas usko bulaa sakaa
Na main dil ki baat bataa sakaa
Wo hasi to main chal diyaa aur
Main haath bhi naa mila sakaa
Yu hi sochta rahaa door tak
Magar usko kuchh naa bataa sakaa
Wo judaa
hui to kuchh is tarah
Ki koi rasam bhi naa nibhaa sakaa
Use jaana tha wo chali gai
Use aaj tak main naa bhulaa
sakaa

No comments:
Post a Comment